Is Bhari Duniya Mein Koi Bhi Hamara Na Hua The Pain is Real
Updated: 18 Mar 2025
16
𝐁𝐡𝐚𝐫𝐨𝐬𝐚(𝟭𝟵𝟲𝟯)
𝙼𝚘𝚑𝚊𝚖𝚖𝚊𝚍 𝚁𝚊𝚏𝚒 𝚂𝚊𝚑𝚊𝚋
𝚁𝚊𝚓𝚎𝚗𝚍𝚛𝚊 𝙺𝚛𝚒𝚜𝚑𝚗
𝚁𝚊𝚟𝚒.𝚂.𝚂𝚑𝚊𝚛𝚖𝚊

Is bhari duniya mein
Koi bhi hamara na hua
Is bhari duniya mein
Koi bhi hamara na hua
Ghair to ghair the
Apnon ka sahara na hua
Is bhari duniya mein
Log ro ro ke bhi
Is duniya mai jee lete hain
Log ro ro ke bhi
Is duniya mai jee lete hain
Ek ham hain ke
Hansen bhi to guzara na hua
Ek ham hain ke
hasnen bhi to guzara na hua
Is bhari duniya mein
Ek mohbbat ke siwa
Aur na kuchh manga tha
Ek muhoobat ke siwa
Aur na kuchh manga tha
Kya karen ye bhi
Zamane ko gawara na hua
Kya karen ye bhi
Zamane ko gawara na hua
Is bhari duniya mein
Aasman kitne sitare hain
Teri mehfil mein
Aasman jitne sitare hain
Teri mehfil mein
Apni taqdeer ka hi
Koi sitara na hua
Apni taqdeer ka hi
Koi sitara na hua
Is bhari duniya mein
Koi bhi hamara na hua
Ghair to gair the
Apno ka sahara na hua
Is bhari duniya mein.
Please Write Your Comments